Hello friends Achipost me app ka swagat hai aaj me ek Important topic par baat karna chahunga
Mobile Application se paise kaise kamaye How to earn money mobile Application
Teji se badhte hue technology ke iss daour me Computer Aur Smartphone ke Istemal bhi teji se badh raha hai khas karke Smartphones ke USE
Ese toh dekha jaye toh Aaj Har koi Smartphone(Android, IPhone,Windows, BlackBerry) use karta hai
Yaadi Aap smartphone user hain toh aap ko pata hoga Smartphone ke Smart Applications ke baare me yaani mobile Application
Lakhon log mobile Application banakar Ghar baithe paise kama rahe hain
Sayed Aap ke Mann me ea sawal Aata hoga ki Log mobile Application se paise kaise kamate hain
Toh Aaiye jante hain mobile Application se paise kaise kamaye
Agar Aap Applications C++ Aur Java ke baare mein jante hain toh Aap ko Application banana bahut Aasan ho jayega
Android Studio Aur SKD tool ke madat se Mobile Application bana payenge
Agar aap ea sab pata nahi hai phir bhi Application banana chahte hain toh asaani se Application banana Sikh sakte hai bas jarurat hai thodi lagan aur mehnat ki
INTERNET par Bahut sare Online institution Available hain jahna par Aap Online Application bananaa shikh sakte hai
Agar Aap ko Bahut kaam time Application bananaa chahte hai toh mein kuch Achhe Site Suggest karta Jahaan par Aap bahut kam time mein Ek Achha Application bana payenge
Www.appsgeyser.com
Www.Andromo.com
Www.mobincube.com
Www.appyet.com
Unn site par 2/3 mint ke andar mobile Applications bana sakte hai issme Aap ko C++ aur java ke baare me janne ki jarurat nehi hai naahi Software Coding ke baare bahut Aasani se Application bana payenge
Application ko kahan aur kaise publish Kare
Apple app store(ios)
Google play (os)
Windows phone store(Windows phone)
BlackBerry app world
(BlackBerry)
Ye decide karna hai kahan par kis platform par aap Ko Apni Application publish karna hai
Par me ab Google play ke baare me baat karne wala hu
Yaadi Aap Android (Os) ke liye application bana rahe hai toh Google play store par Application publish karne ke liye Aap ko
Google play developer console me publishing Account banana hoga iss ke liye ek baar 25$ pay karna padta hai Google ko Ek baar Google play developer console me Account banane ke baad hi Google Play Store me Apps Publishing kar sakte hai
Application se paise kaise kamaye
Mobile Application ke jariye log ghar me hi Lakhon rupes Earning kar latee hain
Aaiye jante hain Paise kaise Kamaye
AdMob
Publisher Account Create karne ke baad Apps ko publish karen jab Aap ka Application kam-se-kam 1000 Above Download ho jayen Admob ke jariye Aap Apni Apni Applications par
Banner And Interstitial Advertising dekha kar paise kama payenge
Admob ke liye Aap ke pass
Google AdSense ka Approval Account hona chahiye Agar nehi hai toh Admob ke jariye direct Apply karen
Admob Approved hone ke baad hi Aap Apni Application par AD laga payenge
Jo bhi Aap ka Apps ke user AD par Click karenge iske liye Aap ko pay kiya jayega kyunki Aap publisher hain
2)Affiliate program
Agar Aap ko Affiliate program pasand hai toh aap Aapni Apps par Affiliate program Laga sakte hain par Unki kuch Tram&Conditions Hote Hain Jinko Clary fay karne ke baad hi Affiliate program apni application for lagayenge par eha depend karta hai ki Aap kaun sa Affiliate program use karte hai
Jo bhi Aap ka Apps ke user Affiliate Ke jariye kuch Shopping karenge is ke liye Aap ko Affiliate pogrom ke Policy ke hisaab se Commision mill jayega par commision ke paise kitna millega eha depend karta hai ki Aap kaun sa Affiliate program use karte hain
3)Paid Apps
Yaadi Aap apne Apni Apps ko sell karna chahte hain toh jitna bhi price Chahte hain utnna price laga kar selling kar payenge
Par log jiyada toaur free Apps ko Pasand karte hain jiyada download karte hain
Mera sujhav hai pehale free Apps banaye aur Apps ki Upgrade version ko paid rakhiye yaadi Aap ka Application ko log pasand karte hain toh kuch paise kharch karke Paid Version jaroor khareedenge
Applications ko upload karne se pehale Google ka kuch niyam(rules) Aap ko palan karna hoga nehi toh Google play developer console Aap me Google ke dwara band kar di jayega
aise toh Google sakt niyamo ke liye jana jata hai
Kuch Importants rules iss tarah hai
1)Restricted Content
Sexually explicit content related koi bhi Apps ko publish na kare
Child endangerment wala Apps upload na kare
Violence related koi bhi Apps na banaye nahi koi ese tasvir na lagayen
Bullying And Harassment wala App Publish nehi Kate
Hate Speech wala Apps Upload nehi Kare
Sensitive events jis se kisi ko bura lage ese Apps na Upload kare
Gambling wale Apps ko na Published Karen
Aisa koi bhi App upload nehi kare jis mein kisi bhi prakar ka Criminal Activity ya illegal Activity ho
2)Impersonation And Intellectual Property
Impersonation- aisa koee bhi Apps nahi upload karen jis mein kisi anya braand ka naam, logo, Copyright ya trademark ka ullanghan hota ho
Deceptive Behavior- aisa koi bhi Application nahin Upload karen jis mein kisi bhi tarah se dhokha ya galat Misguide karne ki prayaas karana ho
Spam- aisa koi bhi Aap Upload nahi kare jisamen kisee prakaar ka spam ho
3)Privacy And Security
User deta - aisa koi bhi App upload nahin hai jisamen user ke deta ka koee galat kaarya ke liye istemal karta ho
Device And Network Abuse-
aisa koi bhi App nahin Upload karen jis se User ke Device ya network ka kisi bhi prakaar ka galat upayog karta ho
Malicious Behavior- aisa koee bhi app publish nahin kare jo deta choree karata ho ya User ko kisee tarah se haani
pahunchaata ho
Note- Srif Application create karna kaffi nehi hota hamesha aisa App banane ki koshis Karen Jo usefully ho jisko log Aapna mobile me rakhna pasand Karen
Aur App ko use job log Aap ka App ko use tabhi Aap ka earning ho payega
Toh Aap ko mera Ye Post kesa laga jaroor batayega Dhanyewad...
Mobile Application se paise kaise kamaye How to earn money mobile Application
Teji se badhte hue technology ke iss daour me Computer Aur Smartphone ke Istemal bhi teji se badh raha hai khas karke Smartphones ke USE
Ese toh dekha jaye toh Aaj Har koi Smartphone(Android, IPhone,Windows, BlackBerry) use karta hai
Yaadi Aap smartphone user hain toh aap ko pata hoga Smartphone ke Smart Applications ke baare me yaani mobile Application
Lakhon log mobile Application banakar Ghar baithe paise kama rahe hain
Sayed Aap ke Mann me ea sawal Aata hoga ki Log mobile Application se paise kaise kamate hain
![]() |
| App Kase Banaye |