Showing posts with label Blogging. Show all posts
Showing posts with label Blogging. Show all posts

अपने वेबसाइट्स, ब्लॉग या पोस्ट को प्रमोट कैसे करें (How To Promote blog,website in hindi)

अगर आप एक ब्लॉगर है ओर आप कंटिन्यू ब्लॉग्गिंग कर रहे है. मगर आपके ब्लॉग पर ट्रॅफिक नाम मात्र की है तो ये पोस्ट आपके लिए बहुत इंपॉर्टेंट है. ट्रॅफिक हर ब्लॉगर के लिए अच्छा है. सिर्फ़ अछि पोस्ट लिखना ही ट्रॅफिक बढ़ने का उपाए नही है, आपको पोस्ट लिखने के बाद उसे प्रमोट करना चाहिए. इस पोस्ट मे ब्लॉग पोस्ट को प्रमोट करने के जो तरीके बताये गये है.. आप इन तरीक़ो को फॉलो कर के अपने ब्लॉग की ट्रॅफिक 50% तक बढ़ा सकते हो. अपने वेबसाइट्स, ब्लॉग या पोस्ट को प्रमोट कैसे करें 
my achipost images
how to promot blog or website

1. Social Media- Facebook, twitter, Google plus jaise popular Social medias par apne blog ko promote karna bahut hi aasan hai. Aap apne blog ke related groups aur community ko join kare aur waha par ape blog ke post ko share kare. Social media's par post ko share karte samay image ka use jarur kare. Facebook aur twitter par apne blog ka page jarur banaye.

2. Comments- Aap dusre ke blog par comment karke bhi apne blog ko promote kar sakte ha. Jab kabhi bhi koi blog pade to us par aap comment kar sakte ha. Par is baat ka dhyan rakhe ki jab ye nahe lagna chahiye ki aap apne blog ko promote karne ke liye comment kar rahe ha.

3 Yotube -यूट्यूब
youtube गूगल की ऐसी सर्विस है जो गूगल मे सबसे पहले रिज़ल्ट शो करती है. अगर आप अपने ब्लॉग की ट्रॅफिक बढ़ाना चाहते हो तो आपको अपनी साइट की हर पोस्ट का वीडियो बना कर यूट्यूब पर अपलोड करना चाहिए. इससे आपके दो काम हो जाएँगे. एक आपकी साइट का प्रमोशन होगा. दूसरे आप यूट्यूब पर अपनी साइट की पोस्ट्स का वीडियो बना कर पैसे भी कमा सकते हो. यूट्यूब से पैसे कमाने की जानकारी मैं पहले से शेयर कर चुका हू.

अब आप सोच रहे होंगे की यूट्यूब पर उपलोआड करने के लिए वीडियो कैसे बनाए तो. वीडियो बनाने के बहुत से सॉफ्टवेर है. जिनकी मदद से आप अपनी साइट की पोस्ट का वीडियो बना कर यूट्यूब पर डाल सकते हो. वीडियो बनाने के ज्यादातर सॉफ्टवेर पेड होते है. मगर आप अपॉवेरसोफ्ट ( apowersoft ) को फ्री मे यूज़ कर सकते हो. ओर फ्री मे अपनी साइट की पोस्ट्स का वीडियो बना सकते हो.

3 कोरा ( QUORA )
कोरा एक क्वेस्चन आन्सर ( Q&A ) नेटवर्क साइट है. आप इस पर अपनी साइट की पोस्ट शेयर कर के अपनी साइट का प्रमोशन कर सकते हो. आपको कोरा पर लोगो के सवालो को जवाब देते समय अपनी साइट का लिंक ऐड करे ओर लोगो को अपनी साइट पर आने के लिए कहें. जब कोई कोरा पर कोई सवाल करेगा तो उसे आपकी पोस्ट दिखाई देगी. अगर आप अपने ब्लॉग की ट्रॅफिक बढ़ाना चाहते हो तो तो आप इसे ज़रूर यूज़ करे.

4. Guest post- Apni is baat par dhyan diya hoga ki popular blogs par "guest post" naam ka ek option rahta ha. Guest post me aap koi accha sa article likh kar apna naam aur blog ka link attach kar sakte ha. Guest post website ke owner par depend karta hai ki wo aapke article ko apne website ya blog par publish karegi ya nahi.

5. Pinterest- Yeh ek photo sharing social media ha jaha par photo share ki jati hai. Aap pinterest par apna free account bana kar apne blog ke pictures ko Pinterest par pin karke apne blog ka promotion kar sakte hai.

6. Whatsapp- App whatsapp par apne blog ko promote kar sakte ha. Whatsapp par ek group bana kare ek sath kai logo ko apna blog ka link send karke apne blog ka promotion kar sakte ha.

7. Bookmarking Sites- Online bahut aise sites hai jaha par aap apne blog post ke link ko bookmarking sites par jakar free me add kar sakte hai. Reddit, stumbleupon, digg kuch popular bookmarking sites hai. Aap yaha account bana kar apne blog ko free me bookmark kar sakte hai.

8. Forum- Aap internet par forum se jud kar apne blog ka promotion kar sakte ha. Forum wo jagah hota hai jahan par kisi topic par charcha hoti hai. Forum me duniya bhar ke log apne ray ya sujaw ko logo ke sath share karti hai. Quora Forum sabse jyada popular ha. Aap isme apna account jarur bataye aur apne blog ke subject ke anusaar Forum me subject chune aur discussion me apna baat rakhey aur apna blog ka bhi promotion kare.

9. Offline- Aap apne friends aur family ke beech apne blog ke baare me bata sakte ha. Apne teacher, gym trainer ya business partner jis kisi se bhi aap mile unhe aap apne blog ke baare me bata sakte ha. Chahe to aap apne smartphone se unhe apne blog ko dikha bhi sakte ha.

10. Print- Aap apni bike ya gadi par apna blog ka naam print karwa sakte ha. Ya fir T-shirts ya Cap par apne blog ka naam likh kar shopping mall ya public place me bata sakte ha. Jab log aapke blog ka naam dekhenge to use internet par jarur search karenge.

11. Sponsors- Aapke city ya town me bahut saare chhote-bade program hote rahte hai. Aap in programs mein kuch chanda wagerah dete hai financially madad jarur hai karte honge. In programs me aap apne blog ke naam se ek bahut bada aur attractive banner ko program me lagwa sakte ha. Is se logo ki najar banner par padegi aur aapke blog ko popularity milegi.

Aap in 11 tarike se apne blog ko promote karke apna blog ka traffic ko bada sakte hai. Ek baat jaan le dost aap jitna likhe us se jyada iska marketing kare. App jitna apne post ko share karenge aapka post utna badega.

Free Blog Kase Banaye – Blogging के बारे में पूरी जानकारी Hindi Main...

Ek  Blog Basically एक ‘weblog’ है, एक तरीके की Website, जो की Daily Update होती है. ये एक Content Storage के साथ साथ एक Discussion Platform भी है. लोग एक Blog में किसी भी Topic पे Discussion कर सकते हैं और Comments कर सकते हैं. यह Basically किसी Individual या फिर किसी Small Group के Through चलाया जाता है.मैं आज Free Blog कैसे बनाए इसके बारे में Details में बताऊंगा.
my achipost ki image

Blogging

हर वो Activity और Skillset, जो किसी Blog को Manage करने के लिए Required है, वो Blogging के अंदर आती है. For Example, Posts लिखना, उन्हें Publish करना,designing करना, Social Marketing करना, Etc. Simple Words में, Blogging एक Process है जिसमे हम एक Blog में New Contents Add करते हैं, और उन्हें Regularly Update करते हैं.

Blogger (Person) : Blogging की Process में Involved हर Person Blogger कहलाता है.

Blogger (Service) : ये Google के द्वारा दी जाने वाली एक Service है जो की हम Post बनाने में, उसे Edit करने, उसे Update करने और Manage करने की Facility देती है. आप अपने Blogs को Blogger की Help से Easily Customize कर सकते हैं. ये आपको आपके मन की बातें Share करने में और Money Earn करने में Help करता है.

Yeh New Users के लिए एक बहुत अच्छा Platform है, इसमें Technical Knowledge की भी जरुरत नहीं है. ये Directly Google Servers द्वारा Manage होता है और इसे Hack करना Impossible है.

WordPress : ये एक Free Software है जो की एक Search Engine Friendly Blog या Website Create और Customize करने में Help करता है. इसमें बहुत सारे Themes And Plugins Available हैं. 70 Millions से भी ज्यादा लोग WordPress के Members हैं. WordPress Free और Premium Plans दोनों में Available है.

Blogspot : Blogspot एक Free Web Hosting Service है जो की Google की तरफ से Web Developers के लिए एक Gift है. ये Google Bloggers को उनकी Service Deliver करने में Help करता है.हम इसे Use करने के लिए कोई और Platform Use नहीं कर सकते.

Tumbler − ये एक Microblogging Platform है जो की Blog Create और Customize करने की Facility देता है.इसमें हम Stories, Images, Videos, Audio, Etc. Use कर सकते हैं. Bloggers अपना Blog Private भी रख सकते हैं, और दूसरे Bloggers को Follow भी कर सकते हैं.

Free Blog कैसे बनाए Step
 By Step Guide

Step 1 – अपने Blog के लिए Best Niche/Topic Choose करें

Step 2 – Correct Platform का चुनाव करें

Step 3 – Domain Name खरीदें

Step 4 – अपने Blog को Design करें

Step 5 – अपने Blog पर Important Page Add करें

Step 6 – Write Your Articles/Posts

Step 7 – अपने Blog की Marketing And Branding करें.

Step 8 – Learn SEO(Search Engine Optimization)

Step 9 – Monetize Your Blogs(blog से पैसे कमाए )

Step 10 – अपने Blogs की Traffic Improve करें

Blogger के Help से Free 
Blog कैसे बनाए
Blogger.com एक Popular Platform है जो की Posts बनाने और Publish करने में Use होता है. आज इस Post में मैं बताऊंगा की Blogger में Free Blog कैसे बनाए.यह निचे दिए गए Steps Follow करें :


Blogger.com पर Sign Up करें और एक Account बनाएं.

1. अपने Blog का Title और URL Choose करें. अगर जरुरत हो तो उसे Verify करें.

2. दिए गए Options में से एक Desired
Template चुनें.

3. Display Name डालें और “create Blog Now” पे Click करें.

अब “posting” Tab Open होगा. यहाँ अपने Post Create And Edit करें, और Page Edit करें.
“Title” Tab पे अपने Post का Title डालें.
बाकि के Post आपके “compose” Text Editor में जायेंगे. आप अपने Posts के Fonts, Size, Text Color Etc. को Edit कर सकते हैं,Edit HTML Option से आप अपने Contents HTML Format में डाल सकते हैं.

“Post Option” Select करें अगर आप Readers Comments को Enable करना चाहते हैं.

सब हो जाने पर Save करें. इसके बाद आप अपने Post का Preview देख सकते हैं. इसके बाद Post को Publish कर दें.

Blogging Ke Shuruvat Ke 30 Din Tak Kya Kya Karna Chahiye ? Puri Jankari Hindi Main

Bahut se bloggers aise hote hai jo apne blogging safar ke pahle hi month me fail ho jate hai. Koi bhi Aadmi kisi bhi business me kyo success hota hai iska sidha sa answer hai ki uske pass kisi bhi business me success hone ke liye perfect plan and strategize hai.
Jis parkar har ek business me badiya plan and strategize ki jarurat hoti hai thik usi parkar blogging me bhi aapke pass ek perfect plan and strategize hona bhut jaruri hai tabhi aap blogging me success honge.
Jab aap koi naya blog start karte hai to blogging ke pahle 30din hi Bata dete hai hai ki aap blogging me success honge ki nahi.
Agar aap blogging me apna career banana cahate hai aur blogging ko ek business ke taur par dekhte hai to Aaj ka jo post hai woh aapke liye bahut hi madadgar sabit hoga kyoki iss post me mai aapko bahut hi importent-2 baato ke bare me bataoga jo aapko blogging ke pahle 30din me karna cahiye.
Yadi aap in chizo Ko badiya tarike se kar lete hai to muje puri ummed hai ki aap blogging me apne career ko bahut hi Aage tak lekar jaa sakte hai.

Iss post me mai aapko batoga ki blogging ke 1-30din tak step by step kya kya karna hai Roj. Isliye Iss post ko dhyanpurwak padhe aur smjhe kyoki iss post me aapko bahut se chizo ke bare me sikhne Aur Smjhne ko milega..
Tip: Ye Dhayan Rakhe ki  Is Post me jo Daily Tips di hai wo ek hi Din me karne ki kosis naa kare.. Har Roj jesa Post me bataya hai wo kare or fir 30 Din baad hame apne blog me kya improvement huaa wo bataye. Aap is Page ko BookMark ( Ctrl+D ) karke rakhle 30 din ke liye taki Daily Tip padne me aapko koi dikkat naa ho.
#Blogging ke Pahle 30 Din Tak Kya Kya Kare Success Hone ke liye
Day #1:
1st Day me aapko apna domain name register karke usko apne self-hosted wordpress blog par setup karna cahiye. Uske baad aapko aapko ek badiya aur basic theme ko install karna cahiye. in chizo ko aapko pahle din me karna hai.
Blog aap Chahe to Blogger par bhi bana sakte hai agar aap bilkul hi new hai to. Ya fir Aap WordPress par apna Self Hosted Blog Banaye.
Badiya Domain bhut jaruri hai hamari website ko success dilane ke liye to aap domain register karne ke phele ye jarur pade: Badiya Domain Name Kaise Select kare Apni Site ke Liye or uske baad Domain Kaise Register kare uski jankari yaha hai.
Day #2:
Ab aapka blog setup ho gaya hai, Ab time hai apne theme ko customize karne ka. Aap apne theme ko apne blog ke anusaar customize kare aur usko ek badiya look de aur jab theme badiya tarike se customize ho jaye to uske baad kuch usefull plugin ko install kare jaise- Yoast SEO, Google Sitemap Generator, Sassy Social etc.. Badiya Widgets add kare..
Day #3:
Ab aap apne blog ke design par focus kare jaise ki blog me ek badiya aur professional logo aur favicon set kare. blog ka logo bahut hi badiya aur simple rakhne ki jarurt hai usme jyada taam jham naa rakhe badiya background color aur text ke liye badiya font ka prayog kare.
Day #4:
Blogging ka 4th day bahut hi importent day hota hai kyoki iss din aapko apne blog ke main niche(topic) choose karna hoga. Mai aapko yahi suggest karuga ki aap apne interest ke hisab se topic ko choose kare jiss chiz me aapko intrest hoga wohi topic aap choose kare.
Apni Site ka Topic select karne me jald waji naa kare or sabse main hai aap ko topic select kar rahe hai usme aapka interest ho, nahi to aap jada din apni site par kaam nahi kar payege.
Day #5:
Aapne blog ka topic to choose kar liya hai ab baat ati hai aapke blog ke content ki ab aapko sochna cahiye ki apne blog topic ke anusaar kon se content ko hum apne blog par publish karna cahiye. Aapko apne time ke anusaar ek plan banana hoga ki aapko har weak me kitne content publish kar sakte hai. Bus aapko apne plan ke anusaar content ko publish karna cahiye.
Day #6:
lagbhag aapke blogging safar ko 1 hafta khatam hone wale hai. Ab aapko apne blog par kaam suru karna cahiye lekin aapke pass content kaha hai. isliye blogging ke 6th day me aapko ek badiya fresh aur uniqe content apne blog topic ke Anusaar likh kar publish kare. Apne content ko publish karne ke baad usko friends, family, colleagues ke sath share kare aur unse apne content ke bare me review dene ke Liye bole.
Day #7:
Blogging ke 7th Day me aap ek aisi social media sites ki list banaye jaha se aap apne blog ke liye audience paa sakte hai. Mai Facebook, Twitter, Google+ ko iske liye used karta hu. i think aapko bhi in sabhi social media par apni site ka new acount or Page banana cahiye.
Day #8:
ab tak aapne blog bana liye, content bhi publish kar diya aur papular social media par acount bhi bana liya. ab time hai dusare bloggers ke sath ek relation banane ki. ab aapko kuch badiya bloggers ke sath relation banane ki jarurat hai aur unko aapne blog ke bare me bata kar usko support karwane ki jarurt hai. ye sb karne se aapki blogging network me badiya reputation banegi.
Iske liye aap dusre blogs ko pade or unpar comments kare, Social Netwoks sites par contact kare, agar koi Article acha lage kisi blog par to usko share kare..
Day #9:
Blogging ke 9th day me aapko apne blog ko Blog Directories site me submit karna cahiye Ye ek bahut hi important step hai. Internet par bahut se Free Blog Directories website hai aapko unme se kuch badiya aur papular Blog Directories par apne blog ko submit karna cahiye. Aisa karne se aapke blog par dheere-2 traffic ana start hoga.
Day #10:
Agar aapke blog par kuch commnet aye ho to unka answer bahut hi badiya tarike se de taki comment karne wale reader aapke blog par dubara aye.
Kabhi bhi Comment ka galat tarike se reply naa kare or koi galat jankari dene ki kabhi kosis naa kare
Day #11:
apne Blog par kaam karna suru kar diya hai. ab aapko ek email list banana ki jarurt hai taki aap apne post ko directly apne audience tak pahucha sake. aap email list banane ke liye Feedburner, Mailchimp aur Aweber jaise service ka upyog kar sakte hai. Mai aapko Feedburner used karne ki advice dunga kyoki ye ek free service hai.
Day #12:
Blogging ke 12th day me aapko apne blog se paise kamane ke bare sochna cahiye aur ek chart banana cahiye ki aap apne blog se kon kon se method se paise bana sakte hai.
Ek naye blog se paise banane ke liye google adsense sabse badiya option hota hai par wo itne new blog par approve nahi hota aasani se.
Aap Starting me dusre Network bhi tri kar sakte hai.. Yaha sabse main baat hai aapki earning naa ke wara bar hi hogi starting me q ki abhi aapke blog par traffic nahi hai.
Day #13:
ab aapko dusare blog Par comment karna cahiye aur apne blog niche se related forums par bhi logo ke problem ko solved karna hai, aisa karne se aapke blog ka backlink banega aur Dusare Bloggers aapko notice bhi karege. ye ek bahut hi important point hai jisko aapko bahut hi badiya tarike se karna cahiye.
Day #14:
Ab tak aapke blog ke kuch badiya reader ban gaye honge aapko unka sath connect ho kar blog design and layout inputs etc. chizo ke bare me unse puchna cahiye. aur agar kahi par kuch chije sahi naa dikhe to usko turant sahi kare.
Day #15:
Yadi aapko organic traffic search engine se cahiye to apne blog ko search engine ke liye optimize karna hoga. aur uske liye aapko basic seo tips ko apne blog aur post me used karna hoga. Aisa karne se aap search engine se traffic milna start ho jayega.
Day #16:
ab tak aapne 8-10 Post likh liya hoga. ab time hai aapko keyword research karne ki aap google keyword planner ki madad se aise keyword ko find kare jo monthly jyada search ki jati ho aur uske competition kam ho. Aise keyword ko find karke aap usko apne post me optimize kar de aisa karne se aapko search engine se real traffic milega.
Day #17:
Ab tak aapne badiya tarike se content likh liya hai lekin ab time hai detailed blog post ki ab aap ek aisa topic choose kare jiske bare me aap detail me explain kar sakte hai. Aapka content kam se kam 2500-3000 sabd me ho Aisa karne se aapke reader ko bahut help milegi aur woh aapke blog par daily Ana psand karege.
Day #18:
Jab aap apne detail post ko publish kar de phir uske baad ab time ati hai trust ki jisko aapko apne reader ke sath banani hai. aap apne reader ke sath personal judhe aur unke problem ko solved karne ki puri kosish kare. aap apne reader ko apne friend ki tarah dekhe jitna badiya aapke reader ko aap par trust hoga utna hi badiya tarike se aap blogging me paisa kama payege.
Day #19:
aapko apne audience ke behavior ko analysing karna hai. uske liye blog me Google Analitics add kare fir ham hamare visitor kaha se aa rahe hai kya kar raha hai site par, kitni der ruk rahe hai jesi bhut si detail pata kar sakte hai.
Day #20:
Ab aapko ye smjhne ki kosish karni cahiye ki aapke blog par aapke reader kya padhna jyada pasand kar rahe hai. aur ye bhi Analyze kare ki aapke blog ka jyada se jyada traffic kaha se aa raha hai. ye sabhi karne ke baad aapko ye smjhne me Aasni hogi ki aapko content delivery karne ke liye kin kin chiz par jyada focuse karne ji jarurat hai.
Day #21:
Congratulations! ab Lagbhag 3 weeks ho gaya hai aapko blogging start kiye hue. lekin aaj ka din bahut hi important din hai. kyoki aaj aapko apne blog ko re-visit karke blog desgin aur theme par focus karna hoga. header aur sidebar me sab thik hai iss baat ko confirm kar le Ya phir apne experience ke anusaar aapko changing karne ki jarurat padhe to usko change kar de. Iss tarah pure blog ko badiya look dene ki liye re-desgin kare aur blog ko ek professional look de.
Day #22:
ab time hai aapko apne traffic status dekhen ka ki aapko in 21din me kaha se aur kitna traffic mila hai. yadi aapka traffic aapki soch se kam hai to tension naa le aapka traffic dheere-2 badhega. traffic ke sath sath aapko bounce rate par bhi najar rakhni hogi.
Day #23:
ab aap apne niche topic se related popular blog ko find kare aur uss blog par guest post kare. ye ek aisa time hai jaha par aap dusare blog ke reader ko apne blog par laa sakte hai. aisa karne se aapko traffic to milega hi iske sath sath aapka dusare bloggers ke sath ek accha relationship bhi banega or usse ek backlink bhi milega.
Day #24:
ab aapko apne blog sidebar me apne dwara likhe hue top aur sabse badiya post ko displaying karne ki jarurat hai. aapko apne blog category se related top post ko professional look ke sath apne sidebaar me dikhane ki jarurat hai. Aisa karne se naye reader aapke top post ko padh kar impress honge.
Day #25:
Blogging ke 25th day me aapko ek inspired post likhna cahiye aur uss post me aapko apne bare me apne visitor ko batana cahiye. aapke uss post me aapke blogging me aye hue strugle ko bhi likhe aur iske sath sath aapko blogging karne ka idea kisse mila ye bhi likhe. kul mila ek badiya inspired post likhe taki uss post ko padhne wale aapkse impress ho jaye aur aapke bare me aur janane ki kosish kare.
Day #26:
Is din me aapko apne reader ke sath re-engage karne ka time hai. aapne pahle hi email list banana suru kar diya hai bhale hi aapka email list 10 ya 100 log ka ho. aapko apne email list par ek badiya msg send karna cahiye aur unse puchna cahiye ki muje apne blog ko improved karne ke liye apne blog me kya kya changing karna cahiye. i hope aisa karne se aapko kuch badiya idea milega apne blog me thoda changing karke usko aur improved karne ke liye.
Day #27:
ab aapka 1month khatam hone wala hai isliye iss din aap kisi expert bloggers ko apne blog par interview dene ke liye invite kare. aur uss expert blogger ki experience ko apne reader ke sath share kare.
Day #28:
Is din aapko kuch bahut hi badiya blog ki list banaye aur apne reader ko uss blog ki post ko padhen ke liye kahe. iske sath sath aap apne content ke bich bich dusare blog ki badiya content ka bhi link de jisse aapka dusre blog ke sath acha relation bannege, aapke visitor ko bhi uska fayda milega to wo or jada trust karege fir aap par..
Blogging ke 29th day me aap badiya blog post likhne ke liye research kare. aur 10 badiya aur papular post ki ek list banaye. aur un post ko bahut hi detail me likh kar publish karne ki kosish kare. aapko uss list me se har ke din 1 post publish karne ki kosish kare..
Aaj ka din aapke blogging career ka 30th din hai. aur aaj aapko kuch jyada karne ki jarurt nahi hai bus aapko apne 29th day ke sabhi chizo re-cap karne ki jarurt hai. aapne iss moth jo galtiya ki hui ho un galtiyo ki ek list banaye aur Agale month uss sabhi galtiyo ko sudhare
ki kosish kare…
Blogging ke sirubadi din hi aese din hote hai jo aapko Aage ki Raste ko taye karta hai. Isliye yadi aapne starting me hi safalta paa li to aap Aage bhi success payege. Ek perfect plan and strategize apko har ke chiz me safalta dilata hai. Isliye jo bhi kare planing ke sath kare Aur Tab tak kare jab tak aapko saflta naa mil jaye.
Blogging me starting ke 30din ke business plan ko padhne me aapko bhut kuch sikhne ko mila hoga. yadi ye blogging ka business plan aapko pasand aya ho to isko plzz social media par share kare. aur iss post ke bare me apna anmol vichar commnet box me jarur de.
“Keep Blogging & Stay Smile