अपने वेबसाइट्स, ब्लॉग या पोस्ट को प्रमोट कैसे करें (How To Promote blog,website in hindi)

अगर आप एक ब्लॉगर है ओर आप कंटिन्यू ब्लॉग्गिंग कर रहे है. मगर आपके ब्लॉग पर ट्रॅफिक नाम मात्र की है तो ये पोस्ट आपके लिए बहुत इंपॉर्टेंट है. ट्रॅफिक हर ब्लॉगर के लिए अच्छा है. सिर्फ़ अछि पोस्ट लिखना ही ट्रॅफिक बढ़ने का उपाए नही है, आपको पोस्ट लिखने के बाद उसे प्रमोट करना चाहिए. इस पोस्ट मे ब्लॉग पोस्ट को प्रमोट करने के जो तरीके बताये गये है.. आप इन तरीक़ो को फॉलो कर के अपने ब्लॉग की ट्रॅफिक 50% तक बढ़ा सकते हो. अपने वेबसाइट्स, ब्लॉग या पोस्ट को प्रमोट कैसे करें 
my achipost images
how to promot blog or website

1. Social Media- Facebook, twitter, Google plus jaise popular Social medias par apne blog ko promote karna bahut hi aasan hai. Aap apne blog ke related groups aur community ko join kare aur waha par ape blog ke post ko share kare. Social media's par post ko share karte samay image ka use jarur kare. Facebook aur twitter par apne blog ka page jarur banaye.

2. Comments- Aap dusre ke blog par comment karke bhi apne blog ko promote kar sakte ha. Jab kabhi bhi koi blog pade to us par aap comment kar sakte ha. Par is baat ka dhyan rakhe ki jab ye nahe lagna chahiye ki aap apne blog ko promote karne ke liye comment kar rahe ha.

3 Yotube -यूट्यूब
youtube गूगल की ऐसी सर्विस है जो गूगल मे सबसे पहले रिज़ल्ट शो करती है. अगर आप अपने ब्लॉग की ट्रॅफिक बढ़ाना चाहते हो तो आपको अपनी साइट की हर पोस्ट का वीडियो बना कर यूट्यूब पर अपलोड करना चाहिए. इससे आपके दो काम हो जाएँगे. एक आपकी साइट का प्रमोशन होगा. दूसरे आप यूट्यूब पर अपनी साइट की पोस्ट्स का वीडियो बना कर पैसे भी कमा सकते हो. यूट्यूब से पैसे कमाने की जानकारी मैं पहले से शेयर कर चुका हू.

अब आप सोच रहे होंगे की यूट्यूब पर उपलोआड करने के लिए वीडियो कैसे बनाए तो. वीडियो बनाने के बहुत से सॉफ्टवेर है. जिनकी मदद से आप अपनी साइट की पोस्ट का वीडियो बना कर यूट्यूब पर डाल सकते हो. वीडियो बनाने के ज्यादातर सॉफ्टवेर पेड होते है. मगर आप अपॉवेरसोफ्ट ( apowersoft ) को फ्री मे यूज़ कर सकते हो. ओर फ्री मे अपनी साइट की पोस्ट्स का वीडियो बना सकते हो.

3 कोरा ( QUORA )
कोरा एक क्वेस्चन आन्सर ( Q&A ) नेटवर्क साइट है. आप इस पर अपनी साइट की पोस्ट शेयर कर के अपनी साइट का प्रमोशन कर सकते हो. आपको कोरा पर लोगो के सवालो को जवाब देते समय अपनी साइट का लिंक ऐड करे ओर लोगो को अपनी साइट पर आने के लिए कहें. जब कोई कोरा पर कोई सवाल करेगा तो उसे आपकी पोस्ट दिखाई देगी. अगर आप अपने ब्लॉग की ट्रॅफिक बढ़ाना चाहते हो तो तो आप इसे ज़रूर यूज़ करे.

4. Guest post- Apni is baat par dhyan diya hoga ki popular blogs par "guest post" naam ka ek option rahta ha. Guest post me aap koi accha sa article likh kar apna naam aur blog ka link attach kar sakte ha. Guest post website ke owner par depend karta hai ki wo aapke article ko apne website ya blog par publish karegi ya nahi.

5. Pinterest- Yeh ek photo sharing social media ha jaha par photo share ki jati hai. Aap pinterest par apna free account bana kar apne blog ke pictures ko Pinterest par pin karke apne blog ka promotion kar sakte hai.

6. Whatsapp- App whatsapp par apne blog ko promote kar sakte ha. Whatsapp par ek group bana kare ek sath kai logo ko apna blog ka link send karke apne blog ka promotion kar sakte ha.

7. Bookmarking Sites- Online bahut aise sites hai jaha par aap apne blog post ke link ko bookmarking sites par jakar free me add kar sakte hai. Reddit, stumbleupon, digg kuch popular bookmarking sites hai. Aap yaha account bana kar apne blog ko free me bookmark kar sakte hai.

8. Forum- Aap internet par forum se jud kar apne blog ka promotion kar sakte ha. Forum wo jagah hota hai jahan par kisi topic par charcha hoti hai. Forum me duniya bhar ke log apne ray ya sujaw ko logo ke sath share karti hai. Quora Forum sabse jyada popular ha. Aap isme apna account jarur bataye aur apne blog ke subject ke anusaar Forum me subject chune aur discussion me apna baat rakhey aur apna blog ka bhi promotion kare.

9. Offline- Aap apne friends aur family ke beech apne blog ke baare me bata sakte ha. Apne teacher, gym trainer ya business partner jis kisi se bhi aap mile unhe aap apne blog ke baare me bata sakte ha. Chahe to aap apne smartphone se unhe apne blog ko dikha bhi sakte ha.

10. Print- Aap apni bike ya gadi par apna blog ka naam print karwa sakte ha. Ya fir T-shirts ya Cap par apne blog ka naam likh kar shopping mall ya public place me bata sakte ha. Jab log aapke blog ka naam dekhenge to use internet par jarur search karenge.

11. Sponsors- Aapke city ya town me bahut saare chhote-bade program hote rahte hai. Aap in programs mein kuch chanda wagerah dete hai financially madad jarur hai karte honge. In programs me aap apne blog ke naam se ek bahut bada aur attractive banner ko program me lagwa sakte ha. Is se logo ki najar banner par padegi aur aapke blog ko popularity milegi.

Aap in 11 tarike se apne blog ko promote karke apna blog ka traffic ko bada sakte hai. Ek baat jaan le dost aap jitna likhe us se jyada iska marketing kare. App jitna apne post ko share karenge aapka post utna badega.