Namskar Dosto Aaj hum is post janenge ki Pc ke liye softwere kase banate hai
Hmare Bahut Se Friends yeh Janna chahte hai ki Computer Pc /Laptop ke liye Software kaise Banate hai
Aaj tak apne bahut se Software Use Kiye honge example ke liye
vlc media plyer , Karaoke , Kies , Dj Mix , Mobile App , backup software , Tracking , 360 Review , 2D Animation , CNC , Disk / Data Recovery , Aor Bhi bahut Se .

Lekin Inhe Banane Ka trika aashan nhi Hota or Isse jude hamare paas kuch sawal hote hai ki Yeh Kaise Bante, Chaye wo Game ho ya fir Hardware Ya Android Mobile App .
Lekin Inhe Banane ke Liye Aapko Coding / Programming ka Knowledge Hona jaruri hai .
internet par aapko Online ese tool , program , maker , Pro create , Mil jaynge jinko ham use kar sakte hain lekin Yeh sab simple hote H Jo Hamare Jayada kaam ke nahi hote .
Software Kaise Banante Hai or bnane Ke liye kya kya chaiye Step By Step

1. Coding ki jankari honi chahiye
Coding Jo Ki Ek Traha Se
Programming hoti hai.Iska Knowledge Hona Bhut Jaruri Hain .
kyu Ki iske Bina aap software bena Nahi Kar Sakte .
Coding Sikhne Ke Liye Aap Internet Youtube Ki Madad Le Sakte Ho .

2. Math Ki Jankari Hona
Math Jise Ham Hamari Bhasa Me Ganit Bhi Bol Dete Hain . Iska Bhi Hame Knowledge Hona Chahiye . Kyu Ki Kishi Bhi Chiz Ka Calucation Karne Ke Liye Math Ko Jaruri Mana Jata H .

3. Java , Php , HTML , CSS , C++ Ka Knowledge
Ye Sabhi Coding Me Aate H . Agr Aap Coding Sikh Jayenge Toh Aapko Inka Automatic Gyan Ho Jayga . Iske Liye Maine Ek Article Bhi Likha H Aap Usse Read Kar Sakte Ho Jisse Aapko Bhut Kuch Sikhne Ko Milega.

4. Basic Programming Course
Jo Log software Engineer Banna Chahte Hain Wo Log Iss Course Ko Karte Hain . Kyu Ki Isse Aapko Programming , Java , Php , Html Ka Gyan Hota Hain . Aap Isse Course Ko Apne Area Me Kahi Bhi Kishi Acche Institute Me Kar Sakte Ho .

5. English Bhi Jaruri Hai
Aap Cahaye Indian Ho Lekin Aapko English Aana Jaruri Hain . Internet Par Hindi Me Software banane Ka Koi Bhi Esa Apps , Website , Simple Tarika Nahi H Jo Aapko Hindi Me Iski Puri Jankari De Sake . Youtube Par Bhi Bhi Tutorial H Wo Sab English Me Hain .

6. Apne Computer Me Banaye
Software Bnane ke liye apke Paas Khud Ka Ek Computer Bhi Hona Cahiye Jisse Aap Coding Ki Practic Kar Sake .
Notepad Jisme Ham Kuch Bhi Likh Sakte Hain Usme Aap Coding Bana Sakte ho.

How To Crate Own Software Free Without Programming Esa Koi Bhi Tutorial Nahi Milega Jo Aapke Kaam Ka Hoga . lakin agar aap Programming Course Karte Hain
To Isse Aapko Bhut Jankari Hogi Kyu Ki Kisi Chiz Ko Sikhne Ke Liye pahle Uski Practic Hona Jaruri Hain .

Finally Friends , Software Kaise Banaye or Banane Ka Tarika Ke Baare Me aapko Janna Tha Lekin Usse Phele Aapko Upar Batayi Gayi Baato Ko Janna Jaruri Hai . Ek Bar Aap Inko Sikh Jaynge Uske Baad Aap Khud Kishi Ki Sahayta Ke Bina Develop Kar Sakte .
Thanks
Milte agli post main ....
Milte agli post main ....