Whatsapp Tips Tricks In Hindi 2017

Hey Friends, Aaj Ke Es Article Me, Mai Aapko Kuch Best Whatsapp Tips Tricks Bataunga, Jiski Jankari Aapko Honi Chahiye. Whatsapp Ek Most Popular Social Messenging App Hai, Jiske Worldwide 1 Billion Se Jyda Users Hai. Aur Agar Aap Bhi Un Logo Me Se Hai, Jo Whatsapp Ke Addicted Hai, To Aapko Whatsapp Ki Tips Tricks Ke Bare Me Jarur Janni Chahiye.



Whatsapp Tips Tricks In Hindi

#1. Message Ko Bold, Italic, Strikethrough Me Send Kare
Friends Whatsapp Ne Apne Latest Update Me Ek New Feature Add Kia Hai, Jiski Help Se Aap Apna Message, Bold, Italic, Strikethrough Me Send Kar Sakte Hai.
For Bold Type *Your Text*
For Italic Type _Your Text _
For Strikethrough ~Your Text~
En Tariko Se Message Type Karke Aap Apne Friends Ko Kai Font Style Me Message Send Kar Sakte Hai.

#2. Hide The Blue Tick

Agar Aap Apne Friends Se Ye Chupana Chahte Hai Ki Aapne Message Read Kia Ya Nhi, To Ye Bhi Possible Hai, Whatsapp Ne Ab Officially Ye Feature Add Kia Hai, Jiski Help Se Aap Whatsapp Blue Tick Ko Hide Kar Sakte Hai, Eske Liye En Settings Ko Kare.
I OS : Setting> Account > Privacy > Toggle Off Read Receipt
Android : Settings > Account > Privacy > Untick Read Receipt

#3. Hide Online Status
Agar Aap Online Rahkar Bhi Online Show Nhi Karana Chahte To Ye Bhi Possible Hai, Eske Liye Bas Aapko Whatsapp Plus Use Karna Hoga, Whatsapp Plus, Whatsapp Ka Official Version Nhi Hai, Agar Aap Esko Use Karna Chahte Hai, To Ye Aapka Risk Pe Hoga, Kyuki Ye Ek Third Party App Hai, Jiska Whatsapp Se Lena Dena Nhi Hai, Lekin Whatsapp Plus Me Kai Dhamakedar Feature Hai, Jinme Whatsapp Ka Online Status Hide Karna Bhi Hai, Es Feature Ko Use Karne Ke Liye Whatsapp Plus Download Kariye.
Download Whatsapp Plus

#4. Use 2 & 3 Whatsapp In Same Phone
Kya Aap Apne Phone Me 1 Se Jyda Whatsapp Use Karna Chahte Hai, To Aap Esa Bhi Kar Sakte Hai, AbhiTricks Par Already Eski Trick Available Hai, Jahan Maine 1 Phone Me 2 Aur 3 Whatsapp Use Karna Bataya Hai, Ye Ek Simple Trick Se Possible Ho Sakta Hai, Lekin Dhyan Rhe Whatsapp Eski Permission Nhi Deta. Niche Diye Hue Article Me Ye Tricks Padhe.

1 Phone Me 2 Whatsapp Kaise Use Kare
Padhe - WhatsApp New Attitude Status In Hindi
1 Phone Me 3 Whatsapp Kaise Use Kare

#5. Whatsapp Computer Me Use Kare
Friends Agar Aap Apna Jyadatar Time Computer Me Bitate Hai, To Whatsapp Ka Ye Feature Aapke Liye Hai, Whatsapp Ne Officially Whatsapp Web Launch Kia Hai, Jiski Help Se Aap Whatsapp Ko PC Me Use Kar Sakte Hai, Eske Liye Bas Aap Apne Phone Se Whatsapp Open Kare, Aur Whatsapp Web Wale Option Par Jaye, Jab Aap Whatsapp Web Open Karenge, To Apne Aap QR Code Scanner Open Ho Jayega, Bas Esko Apne Computer Me web.whatsapp.com Par Jakar Scan Kare. Bas Ho Gya Aapka Kaam, Ab Aap Easily Computer Par Whatsapp Use Kar Sakte Hai.

#6. Whatsapp Hack Kare.
To Kya Aap Whatsapp Hack Karna Chahte Hai, Ya Dusri Language Me Kahu, To Kya Aap Kisi Aur Ke Whatsapp Message Ko Secretly Padhna Chahte Hai, To Ye Bhi Possible Hai, Eske Liye Aapko Ek Trick Use Karni Hogi, Aap Whatsapp Web Ki Help Se Us Bande Ke Message Ko Apne Computer Ya Phone Pe Padh Sakte Hai, Lekin Eske Liye Aapko Us Bande Ka Phone Kuch Minutes Ke Liye Apne Hath Me Lena Hoga, Fir Usse Whatsapp Web Open Kare Web.whatsapp.com Par Scan Karna Hoga. Bas Es Trick Se Aap Easily Us Bande Ke Sabhi Messages Padh Sakte Hai. Aap Chahe To Whatsapp Web Ke Unofficial Android App Bhi Download Kar Sakte Hai, Jisse Aap Us Bande Ke Whatsapp Ko Apne Phone Me Scan Kar Sakte Hai. To Friends Es Tarike Se Aap Easily Kisi Ka bhi Whatsapp Hack Kar Sakte Hai, Agar Aapko Koi Problem Aaye To Niche Comment Kare.

#7. Apne Whatsapp Ka Colour Badle
Agar Aap Whatsapp Ke Old Look Se Bore Ho Gye Hai, To Ab Aap Whatsapp Ka Design & Look Bhi Change Kar Sakte Hai, Lekin Ye Feature Whatsapp Ke Official Version Me Nhi Hai, Eske Liye Aapko Whatsapp Ka Unofficial App Whatsapp Web Download Karna Hoga, Jaisa Ki Maine Aapko Pahle Bataya Ki Whatsapp Plus Me Ese Kai Feature Hai Jo Aapko Whatsapp Ki New Duniya Ka Anubhav Karayenge, Same Aap Whatsapp Ka Theme Apne an Mutabik Kar Sakte Hai.

#8. (New)Whatsapp Se Video Call Kare
Yah Ek New Feature Hai, Jo Ki Whatsapp Ke Latest Beta Version Me Available Hai, Aap Es Feature Ki Help Se Easily Whatsapp Ke Free Video Call Ka Maza Le Sakte Hai, Niche Me Di Gyi Download Link Par Click Karke Aap Whatsapp Ka Latest Bita Version Download Kar Sakte Hai. Lekin Dhyan Rhe Aap Kewal Usi Ko Video Call Kar Sakte Hai, Jo Whatsapp Ka Latest Same Version Use Kar Rha Ho, Yani Agar Koi Whatsapp Ka Old Version Use Kar Rha Hai, To Usse Aap Video Call Nhi Kar Sakte.
Padhe - WhatsApp Sad Status, Sad Status In Hindi

#9. (Exclusive) WhatsApp Group Ka Invite Link Banaye
Kya Aapko Pta Hai Ki Aap Whatsapp Me Group Invite Link Bhi Bana Sakte Hai, Aur Link Ko Share Karke Kisi Bhi Bande Ko Online Group Me Join Kara Sakte Hai. Lekin Friends Ye Whatsapp Ke Official Version Me Available Nhi Hai, Eske Liye Aapko Whatsapp Plus Ki Tarah Hi Og Whatsapp Download Karna Hoga, Og Whatsapp Bhi Whatsapp Ki Tarah App Hai, Jisme Whatsapp Se Jyda Feature Hai, Aap Whatsapp Ke Badle Gbwhatsapp Bhi Download Kar Sakte Hai, To.Aayiye Jante Hai Gbwhatsapp ki Help Se Aap Kaise Whatsapp Ka Group Invite Link Bana Sakte Hai.

Step To Create Whatsapp Group Invite
Sabse Pahle Gbwhatsapp Download Kare ( Agar Aapke Paas Pahle Se Hi Whatsapp Download Hai, To Eska Backup Lekar Aap Ese Uninstall Kar Den, Aur GbWhatsapp Install Karke Restore Kar Len)
Ab Whatsapp Setting Me Jaye, Aur Group Info Par Click Kare, Ab Add Member Option Me Jaye, Aur Yahan Invite Group Via Link Par Click Kare, Bas Ho Gya Aapka Kaam, Aapne Successfully Whatsapp Group Ka Link Bana Lia Hai. Ab Aap Link Ko Share Karke New Members Add Kar Sakte Hai.

#10. Important Messages Ko Bookmark Kare.
Friends, Kai Messages, Ese Hote Hai, Jo Important Hote Hai, Agar Aap Bhi Ese Message Receive Karte Hai, To Aapko Jarur Es Feature Ke Bare Me Janna Chahiye, Aap Message Me Star Ka Level Lagakar Save Kar Sakte Hai. Aap Jis Message Ko Star Karna Chaahte Hai, Bas Us Par Long Tap Kare And Star Ke Icon Par Click Kar Len. Esse Aap Sabhi Important Messages Ko Ek Place Par Dekh Sakte Hai.